Saray Nabiyon Kay Ohday Bare Hain {ﺳﺎﺭﮮ ﻧﺒﯿﻮﮞ ﮐﮯ ﻋﮩﺪﮮ ﺑﮍﮮ ﮨﯿﮟ ﻟﯿﮑﻦ ﺁﻗﺎ ﷺﮐﺎ ﻣﻨﺼﺐ ﺟﺪﺍﮨﮯ}Lyrics 2024
ﺳﺎﺭﮮ ﻧﺒﯿﻮﮞ ﮐﮯ ﻋﮩﺪﮮ ﺑﮍﮮ ﮨﯿﮟ ﻟﯿﮑﻦ ﺁﻗﺎ ﷺﮐﺎ ﻣﻨﺼﺐ ﺟﺪﺍﮨﮯ
ﺳﺎﺭﮮ ﻧﺒﯿﻮﮞ ﮐﮯ ﻋﮩﺪﮮ ﺑﮍﮮ ﮨﯿﮟ ﻟﯿﮑﻦ ﺁﻗﺎ ﷺﮐﺎ ﻣﻨﺼﺐ ﺟﺪﺍﮨﮯ
ﻭﮦ ﺍﻣﺎﻡِ ﺻﻒِ ﺍﻧﺒﯿﺎؑ ﺀ ﮨﯿﮟ ﺍﻥ ﮐﺎ ﺭﺗﺒﮧ ﺑﮍﻭﮞ ﺳﮯ ﺑﮍﺍﮨﮯ
ﮐﻮﺋﯽ ﻟﻔﻈﻮﮞ ﺳﮯ ﮐﯿﺴﮯ ﺑﺘﺎ ﺩﮮ ﺍﻥ ﮐﮯ ﺭﺗﺒﮯ ﮐﯽ ﺣﺪ ﮨﮯ ﺗﻮ ﮐﯿﺎﮨﮯ
ﮨﻢ ﻧﮯ ﺍﭘﻨﮯ ﺑﮍﻭﮞ ﺳﮯ ﺳﻨﺎ ﮨﮯ ﺻﺮﻑ ﺍﻟﻠﮧ ﺍﻥ ﺳﮯ ﺑﮍﺍﮨﮯ
ﺳﺎﺭﮮ ﻧﺒﯿﻮﮞ ﮐﮯ ﻋﮩﺪﮮ ﺑﮍﮮ ﮨﯿﮟ ﻟﯿﮑﻦ ﺁﻗﺎ ﷺﮐﺎ ﻣﻨﺼﺐ ﺟﺪﺍﮨﮯ
ﻭﮦ ﺍﻣﺎﻡِ ﺻﻒِ ﺍﻧﺒﯿﺎؑ ﺀ ﮨﯿﮟ ﺍﻥ ﮐﺎ ﺭﺗﺒﮧ ﺑﮍﻭﮞ ﺳﮯ ﺑﮍﺍﮨﮯ
ﻭﮦ ﺟﻮ ﺍﮎ ﺷﮩﺮ ﻧﻮﺭ ﺍﻟﮩﺪﯼٰ ﮨﮯ ﺟﻠﻮﮦ ﮔﺎﮨﻮﮞ ﮐﺎ ﺍﮎ ﺳﻠﺴﻠﮧ ﮨﮯ
ﺟﺲ ﮐﯽ ﮨﺮ ﺻﺒﺢ ﺷﻤﺲ ﺍﻟﻀﺤﯽٰ ﮨﮯ ﺟﺲ ﮐﯽ ﮨﺮ ﺷﺎﻡ ﺑﺪﺭ ﺍﻟﺪﺟﯽٰ ﮨﮯ
ﻧﺎﻡ ﺟﻨﺖ ﮐﺎ ﺗﻢ ﻧﮯ ﺳﻨﺎ ﮨﮯ ﻣﯿﮟ ﻧﮯ ﺍﺱ ﮐﺎ ﻧﻈﺎﺭﺍ ﮐﯿﺎﮨﮯ
ﻣﯿﮟ ﯾﮩﺎﮞ ﺳﮯ ﺗﻤﮩﯿﮟ ﮐﯿﺎ ﺑﺘﺎ ﺩﻭﮞ ﺍﻥ ﮐﯽ ﻧﮕﺮﯼ ﮐﯽ ﮔﻠﯿﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﮐﯿﺎﮨﮯ
ﮐﺘﻨﺎ ﭘﯿﺎﺭﺍ ﮨﮯ ﻣﻮﺳﻢ ﻭﮨﺎﮞ ﮐﺎ ﮐﺘﻨﯽ ﭘﺮﮐﯿﻒ ﺳﺎﺭﯼ ﻓﻀﺎﮨﮯ
ﺗﻢ ﻣﯿﺮﮮ ﺳﺎﺗﮫ ﺧﻮﺩ ﭼﻞ ﮐﮯ ﺩﯾﮑﮭﻮ ﮔﺮﺩ ﻃﯿﺒﮧ ﺑﮭﯽ ﺧﺎﮎ ﺷﻔﺎﮨﮯ
ﻣﺴﺘﻘﻞ ﺍﻥ ﮐﯽ ﭼﻮﮐﮭﭧ ﻋﻄﺎ ﮨﻮ ﻣﯿﺮﮮ ﻣﻌﺒﻮﺩ ﯾﮧ ﺍﻟﺘﺠﺎﮨﮯ
ﮐﻮﺋﯽ ﭘﻮﭼﮭﮯ ﺗﻮ ﯾﮧ ﮐﮧ ﺳﮑﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺑﺎﺏ ﺟﺒﺮﺋﯿﻞ ﻣﯿﺮﺍ
Saray Nabiyon Kay Ohday Bare Hain Lyrics in Roman Urdu
Saray nabiyon kay ohday bade hain
Lekin aaqa ka mansab juda hai
Wo Imam-e-saf-e-anbiyaa hain
Un ka rutba bado se bada hai
Koi lafzon mein kaise bata de,
un ke rutbe ki had hai tu kya hai
Hum ne apne bado se suna hai,
Sirf allah he un se bada hai.
Saray nabiyon kay ohday bade hain…
Nam jannat ka tum ne suna hai,
Main ne us ka nazara kiya hai
Main yahan se tumhen kiya bata doon,
Un ki nagari ki galiyon mein kya hai
Saray nabiyon kay ohday bade hain…
Wo jo ek shehr e noor ul huda hain
jalwaghaon ka ek silsila hai
Jis ki har subah shams-o-duhah hai
Jis ki har sham badr-ud-duja hai
Saray nabiyon kay ohday bade hain…
Mustakil un ki chookhat ata ho
Mere mahbood ye iltijah hai
Koi pooche to ye keh sakoon main
Bab e Jibreel mera pata hai
Saray nabiyon kay ohday bade hain…